The Radiant Raindrops

Boond Boond haathon mein sanjo kar.. Jholi mein kitne sitaare bhar gaye..

March 8, 2016

Farewell ..

›
I visited her house today. She didn't want to have company over. I pushed her into making me dinner. She relented, reluctantly so....
5 comments:

Chaabiyaan..

›
Taale saare waqt ke saath gum ho gaye..  Chaabiyaan reh gayeen be-sawaal jawaabon ki tarah..  Jin shikaayaton par kabhi sunwaayi na ...

एक औरत ..

›
मैंने देखा था उस औरत को  पुराने मंदिर के पीछे.. बंजर पेड़ के नीचे..  धूप से लड़ते हुए .. जूतों के ढेर से भिड़ते हुए  ..  एक गंद...
2 comments:
February 13, 2016

मेरी रूह के पश्मीने ..

›
इस रेतीली ज़मीन से परे.. दो चाँद हैं आसमान पर .. इस चाँद पर मैं हूँ .. और तुम हो उस चाँद पर .. मैने इस चाँद के चेहरे में.. तु...
3 comments:
November 29, 2015

कश्मीर ..

›
मेरे अधरों पे गंगाजल नहीं चेनाब का पानी रखना .. अगले जन्म मैं कश्मीरी बनूँगी मेरा नाम तुम हिन्दुस्तानी रखना .. खुशबू जब हिस्सों म...
14 comments:
October 24, 2015

तेरी आदत से पहले ..

›
मैंने खुद को आबाद रखा है बर्बादियों से ..  तेरी आदत से पहले मुझे आवारगी की आदत थी .. मुझ को यकीन हो चुका था तेरी दीवानगी पर .. क्या माल...
2 comments:

तुम्हारे छूने तक..

›
पेंटिंग बाय : जॉन फेर्नान्देस तुम पूछोगे मुझे याद करती हो.. मैं जवाब में चुप रहूँगी.. तुम पूछोगे चाँद उतरता है.. मैं चुपके से आसम...
11 comments:
September 18, 2015

बहुत देर कर दी ..

›
कभी कभी अपने अतीत से बातें करने को जी चाहता है.. अतीत की उन्ही गलियों में भटकूँ .. देखूं हर कहानी को फिर से पनपते हुए.. वही रेगिस्तान स...
11 comments:
September 6, 2014

Tum...

›
Izaazat bhi.. Marzi bhi.. Zaruurat bhi.. Tum Dost bhi.. Dosti bhi.. Daastaan bhi.. Tum Neend bhi.. Khwaab bhi.. Mehtaab bhi.. Tum Zameen bhi...
April 27, 2014

Tujhe dekha hai jabse..

›
Sadiyaan chalte chalte aasmaan failaaya maine.. Tujhe dekha hai jabse, zameen ho gayi huun.. Naa rangat thi mehmaan, na surkhi gaalon...
7 comments:

Ye kya zidd hai ki..

›
Ye kya zidd hai ki saans jism nahi chhodhti.. Ek aadat hai jo jaan jaane par jaayegi.. Dil toot bhi jaaye to dhadakta rehta hai .. D...
2 comments:

Umr..

›
Ek udaasi aisi jo chehre se bayaan hoti hai.. Aaina dekhe binaa ek umr tamaam hoti hai.. Ishq mein hoti hai lazzat behisaab.. Ishq m...
1 comment:
April 2, 2014

Bas itna kusoor tha..

›
Khamoshi ko zaraa sotaa rehne diya jaaye.. Din bhar jo aawaaz nigalti raheen.. Jaane kya sameta khaali aasman ne.. Na puchho, kyon r...
1 comment:

Gehri silwatein waqt ki..

›
Umr dikhne lagi hai us par bhi.. Wo gulaab jo kai saalon se .. Zehan ki kitaab mein band rahaa.. Gehri silwatein waqt ki.. Aur zard...
5 comments:
March 26, 2014

Zaruri to nahi..

›
Zaruri to nahi har dard ghazal ho jaaye.. Kuch dard sambhaale jaane ke liye hain.. Zaruri to nahi har aansoon gaalon pe dhulak aaye.. K...
4 comments:

Ek kahaani bechaari..

›
kuch yaad aa rahaa hai.. bechain si ek raat.. chaand se uub kar sirhaane padi rahi.. baat be-baat aasmaan jhallaata raha.. ek naazuk si...
3 comments:
March 17, 2014

Thode se right, thode se 'hypocrite'..

›
Pehle hum "mujhe akela chhod do" chillaate hain.. Phir khud ko "forever alone" batlaate hain.. Khud duniya se alag d...
1 comment:
March 10, 2014

Dil ki dil mein rehne dijiye..

›
Na samjhenge ye zamaane waale.. Dil ki dil mein rehne dijiye.. Dil tootega aur aansoo bahenge.. Ankahi ko chup rehne dijiye.. Bechain r...
4 comments:
February 21, 2014

Mujhe darr lagta hai..

›
Mujhe darr lagta hai.. Dil se aath ungli neeche.. Naabhi se utni hi uppar.. Wo jagah jahaan par darr ke ghummad uth_te hain.. Main baith...
5 comments:
February 15, 2014

Woh Shakhs..

›
Muskuraane ki aadat se waaqif hain aaine bhi.. Dard mein bhi dikhta hai khilaa khilaa sa woh shakhs.. Chehre ki rangat kahaan raaz ...
4 comments:
February 9, 2014

Silwat

›
Pichhle saal, farvari hi mein.. Ek thande neele din.. Tum aaye they.. Baithe they kuch der.. Bistar ke kone par.. Mausam ki.. Kuch idhar...
February 8, 2014

Ek namak sa khwaab..

›
मुझसे लड़ने झगड़ने आती हैं बारिशें.. ज़रा सी बात पर बरसने आती हैं बारिशें.. सावन के झूले क्यूँ सूखे पड़े हैं.. मुझ पर जम कर बिगड़ने आती ह...
4 comments:

Roz kuchh na kuchh hota hai..

›
Roz kuchh na kuchh hota hai.. Kuchh naa bhi ho to bhi kuchh hota hai.. Jhooth kehte hain sab duniyaawaale.. Ishq hota hai, sachmuch hota...
1 comment:

Haunsla Rakho

›
Jo kuch bhi qismat mein nahi likhaa hai.. Wo aankhon se bhi beh jaayega, haunsla rakho.. Har zidd uski palkon pe sanwaar rakhna.. Usko k...
2 comments:
January 24, 2014

Skb/Jilaa ki Tu Tu, Main Main

›
AAPA KA GIFT Aur Skb/Jilaa ki Tu Tu, Main Main Main.. Mainnn.. Mainnnnnn.. Mainnnnnnnnnn.. Main duunga.. Nahi main duungi.. Maine paise...
‹
›
Home
View web version
Powered by Blogger.