January 24, 2014

Skb/Jilaa ki Tu Tu, Main Main





AAPA KA GIFT
Aur Skb/Jilaa ki Tu Tu, Main Main


Main..
Mainnn..
Mainnnnnn..
Mainnnnnnnnnn..

Main duunga..
Nahi main duungi..
Maine paise jode, main duunga..
Maine gift choose kiya, main duungi..

Main ghar tak pakad ke laaya, main duunga..
Maine ghar aake pack kiya, main duungi..
Tu ne pichhli baar bhi diya tha, main duunga..
To kya hua, is baar bhi main duungi..

Main Aapa ko tere physics ke marks bata dunga..
Main aapa ko teri gfs ke naam bata dungi..
Tu itna mat ban, main duunga..
Tu bhi itna mat ban, main duungi..

Main duunga..
Nahi main duungi..

Hat, le kamini, tu hi de de..
Zyada ehsaan mat kar, ab tu hi de de..
Na, tu hi degi..
Na, tu degaa..

Tuuuuuuuuuu..
Tuuuuuuu...
Tuuu..
Tu..